1) Qra'an ahle Iman ke liey na sirf tazkeer o hidayat hai balke _________ o rahmat hai. a) Shafa b) Wafa c) Shifa d) Dua'a 2) Qura'an par Iman lana aur usko padhte rahna kafi hai. a) True b) False 3) Qura'an ko sirf Ulama'a hi samajh sakte hain koi Aam Aadmi nahi samajh sakta. a) True b) False 4) Logon ka rishta Qura'an se jitna mazboot hoga __________ ka kaam utna hi asaan hoga. a) Tafheem ka b) Tafseer ka c) Tableegh ka d) Islaah ka 5) Kiya non-Muslims ko Tarjume ki Qura'an dena jaez hai? a) Nahi b) Haan c) Pata nahi d) behtar hai 6) kiya tilawat e Qura'an se ajar milta hai? a) Thoda ajar milta hai b) Nahi milta c) Han milta hai d) Pata nahi 7) Yahood Allah ki kitab ke sahi hamil nahi bane, Qura'an me unki misaal __________ se di gai. a) Ghode se ( horse) b) Haathi se  (elephant ) c) Gadhe se ( donkey ) d) Bandar se ( monkey ) 8) Insaan ko gunahon se bachane aur nekiyon par qayem rakhne ke liey yadd dehani aur __________ki zaroorat hoti hai. a) Dost ki b) Lecture ki c) Naseehat ki d) Zikr ki 9) Qura'an dil ke amra'az (beemariyon ) ke liey _____________ hai a) Dawa b) Shafa'a c) Shifa'a d) Hayat 10) Qura'an ki dawat ko lekar uthen aur logon ko _________ se bedar karen. a) Neend b) Jamood c) Ghaflat d) Susti

Kiya Quran ko samajh kar padhna zaroori hai?

Lyderių lentelė

Vizualinis stilius

Parinktys

Pakeisti šabloną

Atkurti automatiškai įrašytą: ?