1) Kriya visheshan kiski visheshta bata te hai ? a) sangya b) sarvanam c) muhavre d) vakya e) kriya f) visheshan 2) Kriya visheshan kitne prakar ke hote hai ? a) 6 b) 4 c) 5 d) 9 e) 10 f) 2 3) Kalwachak kriya visheshan kiske bare me jankaari dete hai ? a) samay b) pahechan c) sthan  d) pariman 4) Riti wachak kriya visheshan ka udahran. a) kam b) dhire c) bahar d) andar e) pratidin f) thoda 5) Kya 'niche' sthan wachak kriya visheshan ka udahran hai ?  a) Sahi b) galat 6) Sthan wachak kriya visheshan ki pahechan kis shabd se hoti hai. a) kitna b) kitne c) kab d) kaise e) kahan f) koi bhi nahin

Kriya visheshan

Leaderboard

Visual style

Options

Switch template

Continue editing: ?